Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

download Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

of 29

Transcript of Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

  • 7/22/2019 Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

    1/29

    1

  • 7/22/2019 Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

    2/29

    2

    Contents

    1. Diya Jalaye Rakhna Hai .................................................. 3

    2. Zehra (S.a.) Sani ............................................................ 8

    3. Rab Janay Hussain (A.s.) .............................................. 11

    4. Sakina (Sa) Ke Taboot .................................................. 14

    5. Ya Habib Ya Ghareeb Ya Shahid Ya Hussain (A.s.) ....... 18

    6. Qafla Aagaya ............................................................... 21

    7. Gunj Rahi Hai Ye Sada Ya Hussain (A.s.) ...................... 24

    8. Khudara Hai Khudara .................................................. 27

  • 7/22/2019 Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

    3/29

    3

    1. Diya Jalaye Rakhna Hai

    Hussain (A.s.) Hussain (A.s.) Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.)....(2)

    Yaa Hussain (A.s.)-

    Mere Hussainiyo Suno

    Sadiya Hai Gawah Wallah-.....(2)

    Shabbir (A.s.) Hai Saarallah-.....(2)

    Yeh Azm Jazakallaah- Haihat Minazillah-

    Haihat Haihat Haihat Minazillah....(2)

    Haihat Minazillah....3

    Haar Jaana Jaaano Tan-Yeh Chalan Na Chodnaaa-

    Majliso Mein Aana Jaana-

    Yeh Apna Pan Na Chod Na Chodna.....

    Tum Ho Duaaye Fatema Zehra (S.a)....

    Wada Karo Sab Ahle Aza,...

    Diya Jalaye Rakhna Hai, Alam Uthaye Rakhna Hai .....(2)

    Chahe Tumhaari Jaan Bhi Jaaye-Ek Azaakhana Har Ghar Mein....

    Tum Ko Sajaye Rakhna Hai....

    Tum Ho Duaaye Fatema Zehra (S.a)...,

    Wada Karo Sab Ahle Aza....

    Diyajalaye Rakhna Hai, Alam Uthaye Rakhna Hai .....(2)

    Wada Karo Shabbir (A.s.) Ki Maa Se-

    Behte Huwe Har Ashke Aza Se-Bante Huwe Mukhtar Aur Mesum-

    Ladhte Huwe Zulmat Ki Hawa Se-

    Sino Pe Apne Tamgaye Matam-

    Sino Pe Apne Tamgaye Matam....tum Ko Sajaye Rakhna Hai....

    Tum Ho Duaaye Fatema Zehra (S.a.)....

  • 7/22/2019 Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

    4/29

    4

    Wada Karo Sab Ahle Aza....

    Diya Jalaye Rakhna Hai, Alam Uthaye Rakhna Hal .....(2)

    Sina Ba Sina Badhta Rahe Gum-

    Ruk Na Sake Ye Majliso Matam-Dekho Kabhi Jhukne Nahi Paaye-

    Uncha Rahe Abbas (A.s.) Ka Parcham-

    Yeh Jo Bana Hai Halkaye Matam-

    Yeh Jo Bana Hai Halkaye Matam....is Ko Banaye Rakhna Hai....

    Tum Ho Duaaye Fatema Zehra (S.a.)....

    Wada Karo Sab Ahle Aza....

    Diya Jalaye Rakhna Hai, Alam Uthaye Rakhna Hai .....(2)

    Khuda Kare Ye Gum Rahe,

    Ye Gum Rahe Sada Rahe

    Yeh Majlise Yeh Taaziye Alam Rahe....

    Nagar Nagar, Shehar Shehar, Gali Gali, Maqan Maqan, Qadam Qadam,

    Jagah Jagah-

    Diya Jalaye Rakhna Hai, Alam Uthaye Rakhna Hai .....(2)

    Haa Ye Mohabbat Ka Hai Taqaza-

    Bhule Nahi Ahsan Is Ghar Ka-

    Apne Jawano Ke Laasho Par-

    Barpa Kare Matam Akbar (A.s.) Ka-

    Apne Sabhi Gum Bhul Ke Ye Gum-

    Apne Sabhi Gum Bhul Ke Ye Gum....Dil Se Lagaye Rakhna Hai....

    Tum Ho Duaaye Fatema Zehra (S.a) ....

    Wada Karo Sab Ahle Aza....

    Diya Jalaye Rakhna Hai, Alam Uthaye Rakhna Hai .....(2)

    Lashe Gire Ya Ghar Jaljaaye-

    Zlkre Aza Par Aanch Na Aaye-

    Sirf Shab-e-aashur Buja Tha-

    Ab Ye Diya Bhujne Nahi Paaye-

    Chahe Tumhaari Jaan Bhi Jaaye-

  • 7/22/2019 Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

    5/29

    5

    Chahe Tumhaari Jaan Bhi Jaaye....Diya Jalaye Rakhna Hai....

    Turn Ho Duaaye Fatema Zehra (S.a)....

    Wada Karo Sab Ahle Aza....

    Diya Jalaye Rakhna Hai, Alam Uthaye Rakhna Hai .....(2)

    Haihat Minazillah....3

    Suno Ab Waqt Aysa Aagaya Hai,

    Hame Ab Jagna Hoga Khudara Sitam Ki Aandhiya Jo Chalrahi Hai,

    Hadaf Inka Hamari Majlise Hai,

    Shahidane Aza Jo Jaa Chuke Hai Unhe Maula Ne Shayed Chun Liya Tha,

    Qasam Tum Ko Shahido Ke Lahoo Ki Tum Unki Koshishe Zaya Na Karna

    Wafa Karna Hussain Ibne Ali (A.s.) Se Turn Apni Jaan Ki Parwaa NaKarna-

    Hai Hatminazillah .....(2)

    Kehta Yahi Hai Khone Shahida-

    Ab Yeh Julus-e-Gam Na Rukega-

    Yeh Jo Diya Hai Shah Ki Azaa Ka-

    Jalta Rahan Hai Jalta Rahega-

    Apni Hatheli Par Sar Apna-

    Apni Hatheli Par Sar Apna....Tum Ko Uthaaye Rakhna Hai....

    Turn Ho Duaaye Fatema Zehra (S.a.)....

    Wada Karo Sab Ahle Aza....

    Diya Jalaye Rakhna Hai, Alam Uthaye Rakhna Hai .....(2)

    Ronake Bazme Karbobala Hai-

    Jula Alam Tabut Sabile-

    Manati Bediya Aur Kalawe-

    Kale Libas Aur Purnam Aankhe-

    Yeh Hai Amanat Binte Ali (S.a.) Ki-

    Yeh Hai Amanat Binte Ali (S.a.) Ki....Inko Basaye Rakhna Hai

    Turn Ho Duaaye Fatema Zehra(S.a.)....

    Wada Karo Sab Ahle Aza....

  • 7/22/2019 Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

    6/29

    6

    Diya Jalaye Rakhna Hai, Alam Uthaye Rakhna Hai .....(2)

    Ashur Ke Suraj Ki Pehli Kiran, Farzande Rasol (S.a.w.w.) ke Purazm Chere

    Ka Bosa Liya,

    Aur Akhri Kirne Jale Huwe Khayame Hussaini (Sa) Ka Pursa Dene Ke LiyeQayenat Mein Phel Gayi,

    To Bade Hussain (A.s.) Zainab (S.a.) Hussain (A.s.) Bani, Aur Qafla Salar

    Saiyade Sajjad (A.s.),

    Usi Zakhmi Bimaar Qaidi Ki Sadaye Aaj Bhi Sunayi Deti Hai,

    Mere Hussainiyo Sadae Halmin Ko Yaad Rakho, Apni Wajhe Taqleek Ko

    Pehchano,

    Tumhara Khuda Ek Rasool Ek Aur Maqsad Bhi Ek Hai,

    Tum Jahan Jahan Raho Wahan Wahan Mohammed Wa Aale Mohammed(A.s.) Ka Zikre Khair Karte Raho,

    Yeh Taziye Yeh Alam Yeh Zuljhana Yeh Majlise Yeh Matam Yeh Farshe

    Aza Yeh Sabile Yehi Woh Hussaini Diye Hai Jinse Saari Qayenat Roshan

    Hai,

    Mere Baba Hussain (A.s.) Ke Matamdaro,

    Aao Inhi Hussaini Diyo Ko Lekar Qabre Muthare Janabe Fatematuz Zehra

    (S,a.) Par Chale,

    Jahan Aaj Bhi Tanhahiya Pursa Derahi Hai, Baade Rasool E Khuda Meri

    Dadi Zehra (S.a.) Ke Labo Par Ek Hi To Jumla Tha, "

    Subbat Alaiya Massaebun Laun An Nahar, Subbat Alal Ayame Sirna

    Layeneya."

    Hai Yeh "Irfan-o-Mazhar" Ki Lafze Dua- Lafze Dua....

    Qabre Zehre (S.a.) Pe Roshan Kare Ye Diya- Kare Ye Diya...

    Jis Pe Ummat Ne Ki Zulm Ki Intehaa-

    Shab Ki Tarikhiyo Mein Janaza Utha- Janaza Utha....

    Jis Ka Haq Chin Kar, Ghar Jalaya Gaya-

    Jiske Bacho Ko Jhutlaya Wa Hasrata-

    Wa Hasrata....

    Jiski Markad Pe Hai Aaj Bhi Bekasi....

    Koi Rauza Nahi Koi Saaya Nai....

  • 7/22/2019 Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

    7/29

    7

    Uski Markad Pe Jaaakar Jalaye Diya- Jalaye Diya....

    Tum Bhi Nauha Karo, Hum Bhi Nauha Kare-

    Haye Mazluma Mazluma Ya Saiyada....4

    Ya Hussain (A.s.) .....(2)

  • 7/22/2019 Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

    8/29

    8

    2. Zehra (S.a.) Sani

    Haye Haye Zainab (Sa) Mazluma ...haye Haye Zainab (Sa) Makhduma.... 4

    Jab Shaam-e-gariba Guzar Gayi- Wawela WawelaAur Gyarah Moharram Aa Pahuchi- Wawela Wawela

    The Baara Gale Aur Ek Rasan- Allah (Swt) Allah (Swt) .....2

    Kehti Thi Shahe Waala (A.s.) Ki Behan- Allah (swt) Allah (swt)..... 2

    Mera Ghar Luta, Chini Hai Rida, Bharaghar Mera, Qatile Jafa- Are Marya,

    Nehnawa Tu Bataa-

    Sunegi Kaise Zainab (Sa) Haye....

    Badaz Nabi (saww)jo Ki Hai- Ummat Ne Mehrbaani-

    Qaidi Bani Khadi Hai Karbal Mein Zehra Saani (S.a.)....2

    Atthara Baradar Ki Behan Aaj Khule Sar Hai-

    Ek Naize Pe Bhai Hai To- Ek Naize Pe Chaadar Hai....

    Kise De Sada Sare Karbala Asire Rasan Asire Jafa Dile Gumzada Ne Kiya

    Marsiya-

    Bhulegi Kaise Zainab (Sa) Haye

    Aale Nabi (A.s.) Ki Hurmat-duniya Ne Kyn Na Jaani- Qaidi Bani Khadi Hai Karbal Mein Zehra Saani (S.a.)....2

    Jo Bibi Nahi Nikli Beparda Kabhi Ghar Se-

    Pardes Mein Woh Bibi- Chaadar Ke Liye Tarse

    Badha Hai Ye Gum Bade Hai Sitam Ke Hai Khaaq Par Nabi (S.a.w.w.) Ke

    Haram Sitam Beghadi Bekasi Tashnagi-

    Bhulegi Kaise Zainab (sa) Haye

    Ek Samt Shaadiyane-Ek Samt Nauhakhani-Qaidi Bani Khadi Hai Karbal Mein Zehra Saani (S.a.)....2

    Ye Aale Payambar (A.s.) Ke Ahsaano Ka Badla Hai-

    Ye Khas Garibo Ko - Qazaabon Ne Luta Hai....

  • 7/22/2019 Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

    9/29

    9

    Dhuwa Hi Dhuwa Fugaa Hi Fugaa Garibul Watan Huwe Beamaan Labe

    Alqama Bawafa Rodiya-

    Bhulegi Kaise Zainab (Sa) Haye

    Jalte Huwe Woh Khaime- Pyaaso Ki Paas Baani-

    Qaidi Bani Khadi Hai Karbal Mein Zehra Saani (S.a.)....2

    Woh Tashnadahan Bache Wo Sukhe Huwe Quze-

    Ek Mashke Sakina (Sa) Par- Do Haath Huwe Sadqe....

    Idhar Baawafa Udhar Ashkiya Gira Aag Par Alam Khoon Bhara Yatima Koi

    Kehke Ye Ro Padi-

    Bhulegi Kaise Zainab (Sa) Haye

    Woh Haath Kimti The- Yaa Kimti Tha Paani-

    Qaidi Bani Khadi Hai Karbal Mein Zehra Saani (S.a.)....2

    Be Dard Musalmaan Se Zainab (Sa) Ne Yahi Pucha-

    Sina Ali Akbar (A.s.) Ka- Barchi Ke Liya Tha Kya....

    Na Dulha Bana Na Sehra Bandha Woh Qadiyal Jawaan Haa Pyasa Gaya

    Qaza Ro Padi Karbala Keh Uthi-

    Bhulegi Kaise Zainab (Sa) Haye

    Barchi Ki Woh Ani Aur- Akbar (A.s.) Ki Naujawani-

    Qaidi Bani Khadi Hai Karbal Mein Zehra Saani (S.a.)....2

    Bhulegi Nahi Baanu Chehra Ali Asgar (A.s.) Ka-

    Shabbir (A.s.) Ke Hathon Par-

    Haye Laasha Ali Asgar (A.s.) Ka....

    Udhaa Di Rida Koi Fateha Mere Laal Ko Bhala Kya Mila Buji Teer Se

    Tashnagi Bus Yahi-

    Bhulegi Kaise Zainab (Sa) HayeWoh Teer Huramala Ka-Asger(A.s.) Ki Bezabani-

    Qaidi Bani Khadi Hai Karbal Mein Zehra Saani (S.a.)....2

    Tukdo Mein Bata Laasha Ek Raat Ke Dulha Ka-

    Simta Huwa Ghatri Mein- Qasim Ka Janaza Tha....

  • 7/22/2019 Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

    10/29

    10

    Woh Gul Payrahan Dile Panjetan Na Madfan Bana Na Guslo Kafan Thi

    Mehve Buka Ek Shab Ki Dulhan-

    Bhulegi Kaise Zainab (Sa) Haye

    Thaapo Ki Zat Pe Aayi- Bhai Ki Ek Nishaani-

    Qaidi Bani Khadi Hai Karbal Mein Zehra Saani (S.a.)....2

    Jab Gyaraah Moharram Ke Suraj Ki Kiran Dekhi-

    Sajjad (A.s.) Ne Zanjeere- Zainab (Sa) Ne Rasah Dekhi....

    Chali Nange Sar Rasan Pehn Kar Bina Bhai Ke Hai Pehla Safar Kahan

    Alwida Ay Katile Jafa-

    Bhulegi Kaise Zainab (Sa) Haye

    Taiyaariya Safer Ki- Abid (A.s.) Ki Saarbaaani-

    Qaidi Bani Khadi Hai Karbal Mein Zehra Saani (S.a.).,2

    Akthar Ki Zameen "Mazhar" Nauhe Mein Dhali Ayse-

    Jab Shaam Gayi Zainab (sa)- "Irfan" E Aza Banke....

    Tha Kaisa Sajav Dayae Jafa Kahi Aayi Ne Kayi Ashkiya Haram Nange Sar

    Kehke Yeh Rodiye-

    Bhulegi Kaise Zainab (Sa) Haye

    Badas Nabi Jo Ki Hai- Ummat Ne Mehrbaani-

    Haye Haye Zainab (Sa) Haye Haye Shaam.....3

    Meri Chaadar Lut Layi Zalim Ne....

    Darbaar Gayi Mein Baad Rida....

    Haye Haye Zainab (Sa) Haye Haye Shaam.....3

  • 7/22/2019 Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

    11/29

    11

    3. Rab Janay Hussain (A.s.)

    Haye Hussain (A.s.) Ay Garibe Saiyada (Sa) - Hussain (A.s.)....

    Mukhtasar Si Fauj Liye Sar Ko Hatheli Pe Rakhe-

    Parda Nahsino Ko Liye Ghar Se Chale- Hussain (A.s.)....

    Shabiye Payambar (A.s.) Ko Liye....

    Saath Ali Asgar (A.s.) Ko Liye....

    Aabide Muztar (A.s.) Ko Liye Ghar Se Chale....

    Tamam Ahle Zameen Tamam Ahle Falaq Sitaare Shamso Qamar Jinno

    Bashar Darya Shajar-

    Sab Ne Kahan....

    Woh Madine Se Karbala Ka Safar-Rab Janay Hussain (A.s.) Janay.....2

    Woh Karbala Se Shaam Ka Safar-

    Zainab (S.a) Janay Sajjad (A.s.) Janay.....3

    Woh Haj Ko Umreh Mein Tabdeel Kar Chuka To Phir-

    Zameen Kharid Li Apne Maazar Ki Khaatir-

    Chala Woh Chod Ke Kis Baat Pe Ghar-

    Rab Janay Hussain (A.s.) Janay.....

    Mere Hussain (A.s.) Ke Maqsad Ko Magar-

    Zainab (S.a) Janay Sajjad (A.s.) Janay.....3

    Yeh Kya Ke Sukhe Labo Par Saja Ke Naade Ali-

    Jawaan Bete Ke Sine Se Keench Li Barchi-

    Hussain (A.s.) Laya Kahan Se Yeh Jigar-

    Rab Janay Hussain (A.s.) Janay.,..,

    Yeh Hausla Ye Shajaat Ye Jigar-

    Zainab (S.a) Janay Sajjad (A.s.) Janay 3

    Woh Zulm Jel Gaya Ambiya Jo Seh Na Sake-

    Utha Ke Laaya Bahattar Janaze Ek Din Mein-

    Phir Uske Baad Sina Par Woh Safar-

    Rab Janay Hussain (A.s.) Janay.....

  • 7/22/2019 Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

    12/29

    12

    Sina Pe Bola Jo Hussain (A.s.) Ka Sar-

    Zainab (S.a) Janay Sajjad (A.s.) Janay.....3

    Chale Jo Zainab (S.a)o Sajjad (A.s.) Qafla Lekar-

    Behan Ke Saath Sina Par Chata Hussain (A.s.) Ka Sar-Haye Ek Raaz Asiron Ka Safar-

    Rab Janay Hussain (A.s.) Janay.....

    Huwe Jo Zulm Sare Raah Magar-

    Zainab (s.a) Janay Sajjad (A.s.) Janay.....3

    Nabi Ki Aal (A.s.) Ne Jo Zulm Raah Mein Jele-

    Badan Pe Kardiye Tehreer Taziyano Ne-

    Padhi Asiro Pe Kis Kis Ki Nazar-

    Rab Janay Hussain (A.s.) Janay.....

    Nazar Ke Teero Ki Taqleef Magar-

    Zainab (S.a) Janay Sajjad (A.s.) Janay.....3

    Kahi Se Aag Baras Ti Thi Aur Kahi Pathar-

    Qaleja Aag Ko Sehta Tha Aur Jabin Pathar-

    Jala Is Aag Mein Kis Kis Ka Jigar-

    Rab Janay Hussain (A.s.) Janay.....

    Aur Ek Aag Tha Kufe Ka Safar-

    Zainab (S.a) Janay Sajjad (A.s.) Janay.....3

    Kabhi Rasan Kabhi Rote The Pao Ke Chaale-

    Kabhi Asir Tadapte Kabhi Sina Walo-

    Aur Is Tahweel Musafir Ka Asar-

    Rab Janay Hussain (A.s.) Janay.....

    Woh Karya Karya Asiro Ka Guzar-

    Zainab (S.a) Janay Sajjad (A.s.) Janay.....3

    Giri Jo Raah Mein Naake Se Shah Ki Dukhtar (A.s.)-

    Ruka Woh Naiza Tha Jispar Mere Hussain (A.s.) Ka Sar-

    Sabab Sakina (A.s.) Ke Girne Ka Magar-

    Rab Janay Hussain (A.s.) Janay.....

  • 7/22/2019 Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

    13/29

    13

    Thi Kis Ki God Mein Woh Nore Nazar-

    Zainab (S.a) Janay Sajjad (A.s.) Janay.....3

    Yeb Marsiya Hai Ke Nauha Hai Kya Kaho "Irfan"-Toh "Mazhar Abdi" Bola Hai Dard Ka Quran-

    Kahan Se Aayie Ek Ek Satar-

    Rab Janay Hussain (A.s.) Janay.....

    Jo Dard Kar Diye Tehreer Magar-

    Zainab (S.a) Janay Sajjad (A.s.) Janay.....3

    Salam Zainab (S.a) - E- Kubra-

    Salam Saiyade Sajjad (A.s.)-

  • 7/22/2019 Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

    14/29

    14

    4. Sakina (Sa) Ke Taboot

    Haye Sakina (Sa) Haye Pyaas....3

    Sadae Giryao Matam Hai Aahozari Hai-

    Haye Sakina (Sa) Haye Pyaas....3

    Tabut Sakina (Sa) Ka Mere Ghar Mein Saja Hai-

    Behta Hai Lahu Aankho Se Har Lab Pe Buka Hai-

    Dil Chashme Tassawur Se Mera Dekh Rahan Hai-

    Kohraam Kohraam Ajab Aale Mohammed (A.s.) Mein Bapa Hai-

    Fuga Karne Aayi Hai Kuch Bibiyaa-

    Fuga Karne Aayi Hai Kuch Bibiyaa....Koi Laaao Chaadar Koi Baaliya....

    Sakina (Sa) Ke Taboot Par Haaye Haaye....

    Koi Laaao Chaadar Koi Baaliya....

    Sakina (Sa) Ke Taboot Par Haaye Haaaye....

    Shahre Farshe Majlis Ajab Kaifiyat Hai-

    Tadap Ne Lage Jismo Jaan-

    Tadap Ne Lage Jismo Jaan Haaye HaayeLarazta Hai Tabut Farte Alam Se-

    Chale Aaye Ahle Jina-

    Koi Aagaya Pehnkar Bediyaa-

    Sakina (Sa) Ke Taboot Par Haaye Haaaye.

    Koi Laaao Chaadar Koi Baaliya.

    Saklna (S.a.) Ke Taboot Par Haaye Haaaye.

    Thi Mazlum Baba Kl Mazlum Dhuklyan-

    Lehad Qaid Khaana Bana-

    Lehad Qaid Khaana Bana Haaye Haaaye

    Jise Maut Gurbat Mein Aayi Thi Logon-

    Na Gusla Qafan Mil Saka- Haaye Haaaye

  • 7/22/2019 Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

    15/29

    15

    Qafan Leke Aajao Koi Yahan-

    Sakina (Sa) Ke Taboot Par Haaye Haaaye.

    Koi Laaao Chaadar Koi Baaliya.

    Sakina (Sa) Ke Taboot Par Haaye Haaaye.

    Phuphi Se Yeh Kehti Thi Ro Ro Ke Aksar-

    Rehahi Milegi Kabhi-

    Rehahi Milegi Kabhi Haaye Haaaye

    Ghutan Hai Yahan Par Chalo Ghar Chalo Ghar-

    Magar Ghar Nahi Jaa Saki- Haaye Haaaye

    Rehaahi Ka Nauha Padho Nauhakhwn-

    Sakina (Sa) Ke Taboot Par Haaye Haaaye.

    Koi Iaaao Chaadar Koi Baaliya.

    Sakina (Sa) Ke Taboot Par Haaye Haaaye.

    Yeh Kehte Hai Sajjad (A.s.)Kaise Rukhe Hum-

    Yeh Shaam Aur Kufa Nahi-

    Yeh Shaam Aur Kufa Nahi Haaye Haaaye.

    Karo Aaj Ji Bhar Ke Nauha o Matam-

    Yeh Shaam Aur Kufa Nahi- Haaye Haaaye

    Nahi Ab To Rone Pe Pabandiya-

    Sakina (Sa) Ke Taboot Par Haaye Haaaye.

    Koi Laaao Chaadar Koi Baaliya.

    Sakina (Sa) Ke Taboot Par Haaye Haaaye.

    Yeh Bachi Padar Ki Azadar Bankar-

    Yateemi Ke Gum Sehgayi-

    Yateemi Ke Gum Sehgayi Haaye Haaaye,

    Rehaayi Mili To Haram Ghar Gaye The-

    Ye Bachi Wahi Rehgayi- Haaye Haaaye

    Masail Asiri Ke Karne Baayan-

    Sakina (Sa) Ke Taboot Par Haaye Haaaye,

  • 7/22/2019 Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

    16/29

    16

    Koi Laaao Chaadar Koi Baaliya.

    Sakina (Sa) Ke Taboot Par Haaye Haaaye.

    Nigaaho Se Ojhal Hai Tekin Yakin Hai-Sab Aaye Hai Ahle Haram-

    Sab Aaye Hat Ahle Haram Haaye Haaaye.

    Nighae Juka Kar Uthaani Nahi Hai-

    Sab Aaye Hai Ahle Haram- Haaye Haaaye..

    Kanizo Ke Humraah Aayi Hai Maa-

    Sakina (Sa) Ke Taboot Par Haaye Haaaye.

    Koi Laaao Chaadar Koi Baaliya.Sakina (Sa) Ke Taboot Par Haaye Haaaye.

    Sitam Sehte Sehte Jahan Se Gayi Thi-

    Tamacho Ke Lekar Nishaan-

    Tamacho Ke Lekar Nishaan Haaye Haaaye..

    Jaala Aag Se Uska Daman Bhi Dil Bhi-

    Lahoo Kaan Se The Rawaa- Haaye Haaaye..

    Hai Zakhmo Ka Marham Yeh Ashke Rawa-

    Sakina (Sa) Ke Taboot Par Haaye Haaaye.

    Koi Laaao Chaadar Koi Baaliya.

    Sakina (sa) Ke Tabbot Par Haaye Haaaye.....

    Bulati Thi Baba Ko Aawaz Dekar-

    Yatema Yeh Kehte Huwe-

    Yatema Yeh Kehte Huwe Haaye Haaaye....

    Abhi Taq Mein Pyasi Hu Baba Yahan Par-

    Chacha Bhi Khafa Hogaye- Haaye Haaaye..

    Rakho Laake Mashko Alam Bhi Yahan-

    Sakina (Sa) Ke Taboot Par Haaye Haaaye.

    Koi Laaao Chaadar Koi Baaliya.

  • 7/22/2019 Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

    17/29

    17

    Sakina (sa) Ke Taboot Par Haaye Haaaye.

    Jo Aansu Baraste Hai Irfan-o-Mazhar"-

    Yeh Hai Karwaane Aza-

    Yeh Hai Karwaane Aza Haaye HaaayeYeh Sajjad (A.s.) Kehte Hai Farshe Aza Par-

    Karo Khoob Matam Bapa- Haaye Haaaye

    Ke Aate Hai Rone Ko Khud Baba Jaan-

    Sakina (Sa) Ke Taboot Par Haaye Haaaye....

    Koi Laaao Chaadarkoi Baaliya....

    Sakina (Sa) Ke Taboot Par Haaye Haaaye.,..

  • 7/22/2019 Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

    18/29

    18

    5. Ya Habib Ya Ghareeb Ya Shahid Ya

    Hussain (A.s.)

    Fidaa Kaabe Abhiii Anta Wa Ummi Ya Hussain (A.s.)- Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.) Ya Husain (A.s.)....2

    Ek Shib Kain Bhi Beh Haqqe Ali (A.s.) O Zehra (Sa).... 2

    Mere Maa Baap Tujh Par Haye Fida Maula-

    Jabhi Maine Jukaa Di Sun Dua Maula-

    Mein Nauha Khawn Zakir Hu Tera Maula-

    Ho Meri Nasi Mein Yeh Silsila Maula-

    Wasta Zainab E Kubra (Sa) Ka....

    Ya Habib Ya Ghareeb Ya Shahid Ya Hussain (A.s.)....2

    Ek Shib Kain Bhi Beh Haqqe Ali (A.s.) O Zehra (Sa).... 2

    Khuda Se Jab Bhi Manga Tujhse Paaya Hai-

    Tere Dar Se Khaii Kaun Aaya Hai-

    Marize Laa Dawa Ko Zindagi Dede-

    Tujhe Mushkil Kusha Kehkar Pukaara Hai-

    Waasta Fatema Sughra (Sa) Ka....

    Ya Habib Ya Ghareeb Ya Shahid Ya Hussain (A.s.)....2Ek Shib Kain Bhi Beh Haqqe Ali (A.s.) O Zehra (Sa).... 2

    Tere Gazi Ka Parcham Jab Uthaya Hai-

    Sakina (Sa) Ki Qasam Tu Yaad Aaya Hai-

    Asire Bekhata Jahan Hai Tera Momin-

    Sare Zindaan Uske Lab Pe Aaya Hai-

    Waasta Bali (A.s.) Sakina (Sa) ka....

    Ya Habib Ya Ghareeb Ya Shahid Ya Hussain (A.s.)....2

    Ek Shib Kain Bhi Beh Haqqe Ali (A.s.) O Zehra (Sa).... 2

    Kanizaane Janabe Fatema Zehra (Sa)-

    Libaase Sog Mein Hai Karti Hai Nauha-

    Mile Rahib Ko Bete Aap Ke Dar Se-

    Ali Asgar (A.s.) Ka Sadqa De Hame Maula-

  • 7/22/2019 Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

    19/29

    19

    Waasta Khaali Jhule Ka...

    Ya Habib Ya Ghareeb Ya Shahid Ya Hussain (A.s.)....2

    Ek Shib Kain Bhi Beh Haqqe Ali (A.s.) O Zehra (Sa).... 2

    Dua Go Matami Hai Saf Ba Saf Maula-Nigaah Ho Mein Alam Ho Hartaraf Maula-

    Mile Har Matami Ko Yeh Sharaf Maula-

    Ke Dekhe Karbala Bhi Aur Najaf Maula-

    Waasta Tujhko Gaazi (A.s.) Ka....

    Ya Habib Ya Ghareeb Ya Shahid Ya Hussain (A.s.)....2

    Ek Shib Kain Bhi Beh Haqqe Ali (A.s.) O Zehra (Sa),... 2

    Hussaini (A.s.) Maao Behno Ki Dua Yeh Hai-

    Rahe Sar Par Salamat Bhai Behno Ke-

    Rahe Aabaad Maula Woh Sabhi Bache-

    Juluso Majliso Mein Jinse Ronak Hai-

    Waasta Akbar (A.s.) O Asgar (A.s.) Ka,...

    Ya Habib Ya Ghareeb Ya Shahid Ya Hussain (A.s.)..,.2

    Ek Shib Kain Bhi Beh Haqqe Ali (A.s.) O Zehra (Sa).... 2

    Rahe Aabaad Maula Yeh Aazakhane-

    Mitana Jinko Chaha Saari Duniya Ne-Sabile Zuljhana Aur Taaziye Jhule-

    Rahe Shame Aza Ke Gird Parwaane-

    Waasta Majliso Matam Ka...

    Ya Habib Ya Ghareeb Ya Shahid Ya Hussain (A.s.)....2

    Ek Shib Kain Bhi Beh Haqqe Ali (A.s.) O Zehra (Sa).... 2

    Yeh "Mazhar Abdi" Ki Hai Dua Maula -

    Yahi Nauha Ho Meri Nasl Ka Virsa-

    Kahe Irfan Haider" Bhi Yahi Rokar-

    Mera "Naade Ali (A.s.)" Ho Nauhakhawn Tera-

    Waasta Aale Mohammed (A.s.) Ka....

    Ya Habib Ya Ghareeb Ya Shahid Ya Hussain (A.s.)....2

    Ek Shib Kain Bhi Beh Haqqe Ali (A.s.) O Zehra (Sa).... 2

  • 7/22/2019 Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

    20/29

    20

    As Salamo Alayka Ya Aba Abdiliah (A.s.)-

    As Salamo Alayka Yabna Rasuluallah (S.a.w.w.)-

    As Salamo Alaykum Wa Rehmatiul Laahe Wabarkaato-

  • 7/22/2019 Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

    21/29

    21

    6. Qafla Aagaya

    Saadat Watan Aagayee.. 3

    Bibi Fizza (Sa) Ka Hai Marsiya-

    Jeet Ke Jung-e-Karbobala

    Lut Ke Pardesh Mein

    Laut Kar Desh Mein

    Aagaya Aagaya Qafela Aagaya....2

    Ay Jawanane Hashim Kaha Ho Suno-

    Haaye....

    Koi Jaakar Yeh Sughra (Sa) Ko Paigam Do-

    Aake Ujda Huwa Qafela Dekh Lo-Aake Ujda Huwa Qafela Dekh Lo....

    Haaye-

    Lut Ke Pardesh Mein

    Laut Kar Desh Mein

    Aagaya Aagaya Qafela Aagaya....2

    Yeh Hussaini (A.s.) Shahido Ka Hai Qafela-

    Haaye....Bakaso Aur Asiro Ka Hai Qafela-

    Karbala Ke Yatimo Ka Hai Qafela-

    Karbala Ke Yatimo Ka Hai Qafela....

    Haaye-

    Lut Ke Pardesh Mein

    Laut Kar Desh Mein

    Aagaya Aagaya Qafela Aagaya....2

    Pahuchi Sughra (Sa) Ke Kaano Mein Jab Ye Sada-

    Khaaq Udhaane Lagi Gum Se Woh Mahlaka-

    Yeh Sada Sunke Dil Hogaya Karbala-

    Yeh Sada Sunke Dil Hogaya Karbala....

    Haaye-

  • 7/22/2019 Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

    22/29

    22

    Lut Ke Pardesh Mein

    Laut Kar Desh Mein

    Aagaya Aagaya Qafela Aagaya....2

    Bibi Fizza (Sa) Ne Sughra (Sa) Se Phir Ye Kahan-Aaa Sunaao Tujhe Woh Sab Majra-

    Kaise Aale Mohammed (A.s.) Ko Lutagaya-

    Kaise Aale Mohammed (A.s.) Ko Lutagaya....

    Haaye-

    Lut Ke Pardesh Mein

    Laut Kar Desh Mein

    Aagaya Aagaya Qafela Aagaya....2

    Do Moharram Ko Pahuche The Hum Karbala-

    Saatwi Se Huwe Tashnalab Be Khata-

    Qatl Sabhe Dahoon Ho Gaye Akraba-

    Qatl Sabhe Dahoon Ho Gaye Akraba....

    Haaye-

    Lut Ke Pardesh Mein

    Laut Kar Desh Mein

    Aagaya Aagaya Qafela Aagaya....2

    Hum Shabiye Payambar (A.s.) Ke Naiza Laga-

    Tere Asgar (A.s.) Ki Gardan Pe Teere Jafa-

    Laasha Maqtal Mein Qasim (A.s.) Ka Ronda Gaya-

    Laasha Maqtal Mein Qasim (A.s.) Ka Ronda Gaya,,,,

    Haaye-

    Lut Ke Pardesh Mein

    Laut Kar Desh Mein

    Aagaya Aagaya Qafela Aagaya....2

    Baad Abbas (A.s.) Zulmo Sitam Ka Safar-

    Taakate Sabr Hai To Kahoo Nauhagar-

    Kunj Khanjaar Tha Aur Fatema (Sa) Ka Pisar-

    Kunj Khanjaar Tha Aur Fatema (Sa) Ka Pisar.....

  • 7/22/2019 Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

    23/29

    23

    Haaye-

    Lut Ke Pardesh Mein

    Laut Kar Desh Mein

    Aagaya Aagaya Qafela Aagaya....2

    Shaame Gurbat Gayai Aagayi Woh Sahar-

    Janibe Shaam Saidaniyo (S.a.) Ka Safar-

    Shaam Kufa Se Zindaan Gaye Nange Sar-

    Shaam Kufa Se Zindaan Gaye Nange Sar....

    Haaye-

    Lut Ke Pardesh Mein

    Laut Kar Desh Mein

    Aagaya Aagaya Qafeia Aagaya....2

    Nauha "Irfan-o-Mazhar" Muqammal Huwa-

    Ek Ek Lafz Fizza (Sa) Ka Hai Marsiya-

    Dukkhtare Shaah (Sa) Ko Sunke Gash Aagaya-

    Dukkhtare Shaah (Sa) Ko Sunke Gash Aagaya....

    Haaye-

    Lut Ke Pardesh Mein

    Laut Kar Desh Mein

    Aagaya Aagaya Qafela Aagaya....2

    Hussain (A.s.) Maula....4

  • 7/22/2019 Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

    24/29

    24

    7. Gunj Rahi Hai Ye Sada Ya Hussain

    (A.s.)

    Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.)Gunj Rahi Hai Yeh Sada Ya Hussain (A.s.)-

    Gunj Rahi Hai Yeh Sada Ya Hussain (A.s.)...

    Tujhko Layino Ne Sataya Hussain (A.s.)...

    Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.)....

    Teen Shabo Roz Ka Pyasa Hussain (A.s.)..(2)

    Dashte Bala Mein Tujhe Maara Hussain (A.s.)-

    Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.)....

    Bhej Ke Khat Tujh Ko Bulaya Gaya..(2)

    Arey Tera Watan Tujh Se Cliudaya Gaya-

    Bhej Ke Khat Tujh Ko Bulaya Gaya...

    Qabr Se Nana Ki Hataya Gaya.. (2)

    Pehkare Taslimo Raza Ya Hussain (A.s.)-

    Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.) Hussain (A.s.)....

    Gunj Rahi Hai Yeh Sada Ya Hussain (A.s.)...

    Tujhko Layino Ne Sataya Hussain (A.s.)...

    Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.)..,.

    Dasht Mei Thodisi Jaga Mil Gayi.. (2)

    Arey Aamade Aada Se Zamin Hilgayi-

    Dasht Mei Thodisi Jaga Mil Gayi...

    Aur Nazar Jab Suwe Sahil Gayi..(2)

    Us Pa Layino Ka Tha Pehra Hussain (A.s.)-

    Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.)....

    Gunj Rahi Hai Yeh Sada Ya Hussain (A.s.)...

    Tujhko Layino Ne Sataya Hussain (A.s.)...

    Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.)....

  • 7/22/2019 Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

    25/29

    25

    Karbobala Gher Ke Laaye Tujhe.. (2)

    Arye Tere Azizo Aur Faqa Saath The-

    Karbobala Gher Ke Laaye Tujhe....

    Nehr Se Khyme Bhi Hataye Gaye..(2)

    Huzr Zara Bhi Na Kiya Ya Hussain (A.s.)-Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.)

    Gunj Rahi Hai Yeh Sada Ya Hussain (A.s.)....

    Tujhko Layino Ne Sataya Hussain (A.s.)....

    Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.)

    Kya Shabe Aashur Ka Hangam Tha..(2)

    Arey Sara Jahan Larza Barandam Tha-Kya Shabe Aashur Ka Hangam Tha....

    Tum Ibadat Se Faqat Kaam Tha.....(2)

    Karte Rahe Zikre Khuda Ya Hussain (A.s.)-

    Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.)

    Gunj Rahi Hai Yeh Sada Ya Hussain (A.s.)....

    Tujhko Layino Ne Sataya Hussain (A.s.)....

    Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.)

    Subhe Dahum Ka Ho Bhala Kya Bayaan ..(2)

    Arey Dene Laga Jab Tera Akbar Azaan-

    Subhe Dahum Ka Ho Bhala Kya Bayaan....

    Jaise Ho Aawaze Nabi Be Gumaah .. (2)

    Karbobala Phir Ke Maadina Hussain (A.s.)-

    Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.)

    Gunj Rahi Hai Yeh Sada Ya Hussain (A.s.)....

    Tujhko Layino Ne Sataya Hussain (A.s.)....

    Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.)

    Maadare Qasim (A.s.) Ka Jigar Dekhiye- (2)

    Arey Jasbaae Imaan Ka Asar Dekhiye-

  • 7/22/2019 Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

    26/29

    26

    Maadare Qasim Ka Jigar Dekhiye....

    Bhej Diya Ran Mein Pisar Dekhiye- (2)

    Jo Huwa Paamal Jafa Ya Hussain (A.s.)-

    Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.)

    Gunj Rahi Hai Yeh Sada Ya Hussain (A.s.)....

    Tujhko Layino Ne Sataya Hussain (A.s.)...,

    Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.)

    Aap Ka Izzat Hai Bahut Dil Phigar- (2)

    Arey Dil Pe Gamo Ranjo Masayeb Ka Bhar-

    Aaap Ka Izzat Hai Bahut Dil Phigar....

    Nustaeke Lutfo Karam Haale Zaa- (2)Aap Ka Miljaye Sahara Hussain (A.s.)-

    Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.)

    Gunj Rahi Hai Yeh Sada Ya Hussain (A.s.)....

    Tujhko Layino Ne Sataya Hussain (A.s.)....

    Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.) Tujhko Layino Ne Sataya Hussain

    (A.s.)

    Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.) 2

  • 7/22/2019 Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

    27/29

    27

    8. Khudara Hai Khudara

    Haye Sughra (sa) .....2

    Yeh Khat Mein Baba Ko Sughra (sa) Ne Likha Haale Tapa-

    Tumhare Baad Huwe Teen Eidi Baba Jaan-

    Shabe Baarat Huwi Dusre Mahine Aaiya-

    Baruye Hamza Nathi Mujh Mein Fateha Ki Tavaa-

    Arey Tamam Roz Tadapte Tadapte Raat Huwi-

    Hamare Ghar Mein Na Eid-e-Shabe Baarat Huwi-

    Hamare Ghar Mein Na Eid-e-Shabe Baarat Huwi....

    Woh Roz To Gaya Din Eid-e-Fitr Ka Aaya-

    Ghaar Aan Kar Meri Hum Joliyo Ne Rulwaya-Kisi Ne Gehna Kisi Ne Libas Dikhlaya-

    Koi Yeh Boli Ke Eide Mein Humne Yeh Paaya-

    Har Ek Kush Tha Magar Mere Lab Pe Naale The-

    Safar Mein Sab Meri Eidi Ke Dene Waale The-

    Safar Mein Sab Meri Eidi Ke Dene Waale The....

    Woh Kush Ho Eid Mein Kya Jo Kalap Ka Maara Ho-

    Arey Qasam Lo Baba Jo Qurta Phata Utaara Ho-

    Watan Mein Laut Ke Aana Jo Phir Tumhara Ho-

    To Phir Se Eid Ho Nauroz Bhi Dubara Ho-

    Arey Hamari Eid To Qunbe Ke Deed Hai Baba-

    Jab Aap Aaye Usi Roz Eid Hai Baba-

    Babaaa-

    Khudara Haye Khudara .....2

    Laut Bhi Aao Ay Mere Baba....

    Tut Na Jaaye Saso Se Rishta....

    Khudara Haye Khudara .....2

    Hujro Mein Sare Shaam Diye Kaun Jalaye-

    Bus Mein Ho Ya Tanhai Hai Ya Dard Ke Saare-

  • 7/22/2019 Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

    28/29

    28

    Arey Raat Andhero Mein Basar Karti Hu Baba-

    Khudara Haye Khudara .....2

    Laut Bhi Aao Ay Mere Baba....

    Tut Na Jaaye Saso Se Rishta....Khudara Haye Khudara .....2

    Yeh Haal Kiya Aap Ki Furqat Ne Ay Baba-

    Quran Bhi Padhti Hu To Banjaata Hai Nauha-

    Arey Hota Nahi Aap Ke Bin Mera Guzara-

    Khudara Haye Khudara .....2

    Laut Bhi Aao Ay Mere Baba....

    Tut Na Jaaye Saso Se Rishta....Khudara Haye Khudara .....2

    Qasim (A.s.) Kabhi Yaad Aaye Kabhi Akbar (A.s.) Zishaan-

    Yaad Aaye Sakina (S.a.) To Kabhi Asgare (A.s.) Naadan-

    Arey Kaun Hai Tanhayi Mein Jo Dega Dilasa-

    Khudara Haye Khudara .....2

    Laut Bhi Aao Ay Mere Baba....

    Tut Na Jaaye Saso Se Rishta....

    Khudara Haye Khudara .....2

    Tum Aao To Hamraah Chale Aayege Akbar (A.s.)-

    Armaan Nikalugi Unhe Dulha Banakar-

    Arey Baba Nahi Ab Meri Saanso Ka Bharosa-'

    Khudara Haye Khudara .....2

    Laut Bhi Aao Ay Mere Baba....

    Tut Na Jaaye Saso Se Rishta....

    Khudara ,haye Khudara .....2

    Sunti Hu Ke Qasim (A.s.) Ki Wahan Shadi Rachayi-

    Kya Fatema Sughra (S.a) Ki Tumhe Yaad Na Aayi-

    Arey Waada Rahan Neg Nahi Mangugi Apna-

  • 7/22/2019 Irfan Haider 2012 - 2013.pdf

    29/29

    Khudara Haye Khudara .....2

    Laut Bhi Aao Ay Mere Baba....

    Tut Na Jaaye Saso Se Rishta....

    Khudara Haye Khudara .....2

    Woh Dard Jo Bimaar Ne Baba Ko Likhe The-

    "Rehan Ya Irfan" Bayaan Kaise Karege-

    Arey Kijiye Imdaad Anise Shahe Waala-

    Khudara Haye Khudara .....2

    Laut Bhi Aao Ay Mere Baba....

    Tut Na Jaaye Saso Se Rishta....

    Khudara Haye Khudara..... 6